SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuu.nghat"
Ghazal MATCHES FOR "ghuu.nghat"
Ghazal
har aa.ngan me.n aa.e tere ujle ruup kii dhuup
chhail-chhabelii raanii tho.Daa ghuu.nghaT aur nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
kaun ghuu.nghaT ko uThaa.egaa sitamgar kah ke
aur phir kis se kare.nge vo hayaa mere baad
Hakeem Nasir
Ghazal
ghuu.nghaT me.n mire KHvaab kii taabiir chhupii thii
meh.ndii se hathelii me.n miraa naam likhaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
in lafzo.n kii chaadar ko sarkaa.o to dekhoge
ehsaas ke ghuu.nghaT me.n sharmaa.ii hu.ii Gazle.n
Bashir Badr
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jalva-o-parde kaa ye rang dam-e-nazzaara
jis tarah adh-khule ghuu.nghaT me.n dulhan kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hamaare naam pe ghuu.nghaT uThaa nigaar-e-saliib
hamaare sar pe tiraa ko.ii bhii gila na rahe
Akhtar Usman
Ghazal
hote hii javaa.n ho ga.e paaband-e-hijaab aur
ghuu.nghaT kaa izaafa hu.aa baalaa-e-naqaab aur
Saail Dehlvi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
ghuu.nghaT kabhii chehre se uThaate hii nahii.n ho
milte ho kahii.n saare hijaabaat uThaa kar
Jina Quraishi
Ghazal
Qaisar Siddiqi
Ghazal
suuraj nahii.n ugaa thaa par raat Dhal chukii thii
doshiizgii kaa lamha ghuu.nghaT me.n vo kalii thii
Tripurari
Ghazal
le u.Dii ghuu.ngaT ke andar se nigaah-e-mast hosh
aaj saaqii ne pilaa.ii mai hame.n chhaanii hu.ii