SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuu.nghat"
Nazm MATCHES FOR "ghuu.nghat"
Nazm
roTiyan
asvaar naache gho.De ko kaava lagaa lagaa
ghu.nghruu ko baa.ndhe paik bhii phirtaa hai naachtaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
wo laDki
jab kabhii ghuu.nghaT uThaatii hai
lachaktii kahkashaa.n jab bante bante TuuT jaatii hai
Nida Fazli
Nazm
sham
de ko.ii sa.nkh duhaa.ii ko.ii paayal bole
ko.ii but jaage, ko.ii saa.nvlii ghuu.nghaT khole
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ghum raha hai pit ka pyasa
ghuu.nghaT kaa paT khol zaraa saa
ghuum rahaa hai piit kaa pyaasaa
Ibn e Insha
Nazm
kya gul-badani hai
aaGosh me.n talvaar hai ghuu.nghaT me.n banii hai
kyaa gul-badanii gul-badanii gul-badanii hai
Josh Malihabadi
Nazm
ek manzar
simaTne lagii narm kohre kii chaadar
javaa.n shaaKH-saaro.n ne ghu.nghaT uThaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
badnam ho raha hun
gaagar ko apnii rakh kar, ghu.nghaT uThaa uThaa kar
ye qissa chhe.Dtii hai.n mujh ko bataa bataa kar
Akhtar Shirani
Nazm
chhabbis january
aa jald aa ki aa ga.ii chhabbiis january
ghuu.nghaT ulaT rahii hai chaman kii kalii kalii
Nazeer Banarasi
Nazm
yaad
kaun ye vaqt ke ghuu.nghaT se bulaataa hai mujhe
kis ke maKHmuur ishaare hai.n ghaTaa.o.n ke qariib
Mustafa Zaidi
Nazm
aurat ki taKHliq
Guncha-o-gul kii nik.hat churaa.ii ga.ii
bijliyo.n kii haraarat churaa.ii ga.ii
Izhaar Malihabadi
Nazm
jis bhi ruh ka
jis bhii ruuh kaa ghuu.nghaT sarkaa.o… niiche ik
manfe.at kaa ruKH apne itminaano.n me.n raushan hai