SEARCH RESULTS
Showing search results for "gi.dgi.daa.e"
Ghazal MATCHES FOR "gi.dgi.daa.e"
Ghazal
mai.n phir se royaa bahut gi.Dgi.Daayaa bhii lekin
mai.n phir se dar se tire KHaalii haath le aayaa
Noor N Sahir
Ghazal
'aarzuu' us se kah do saaf Gam kaa asar hai der-paa
jald ha.nsii na aa.egii aur abhii gudgudaa.e jaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
meraa ronaa gi.Dgi.Daanaa raa.egaa.n sab raa.egaa.n
aap kaa ik muskuraanaa daa.imii farmaan hai
Shehpar Rasool
Ghazal
Iftikhar Raghib
Ghazal
ba.De Guruur se kahte the yaad aatii nahii.n
ga.e jo hijr kii vaadii to gi.Dgi.Daane lage
Yasir Abbas
Ghazal
Ataul Hasan
Ghazal
kis liye KHaar hai kho.ii hu.ii Gairat ko jagaa
gi.Dgi.Daane se nahii.n miltii hai 'izzat ko.ii
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
gi.Dgi.Daa.o ki KHudaa rahm pe maa.il ho jaa.e
maa.ngte jaa.o du.aa.o.n me.n asar hone tak
Lateef Nazi
Ghazal
aaj TuuTii hai lab-e-ehsaas se mohar-e-sukuut
aaj tanhaa.ii ne talve gudgudaa.e chal pa.Do
Sardar Saleem
Ghazal
mai.n ha.nsii bhii mai.n gi.Dgi.Daa.ii bhii
vo na yuu.n Thahraa aur na yuu.n Thahraa
Nusrat Zehra
Ghazal
vaqt kii baat hai vo qaafila-saalaar hai.n aaj
gi.Dgi.Daate jinhe.n dekhaa hai machalte dekhaa
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
Ahmed Arsalan
Ghazal
nas nas me.n rach gayaa hai takallum kaa baa.nkpan
aa.nkho.n kii KHaamushii bhii mujhe gudgudaa.e hai
Naseer Parwaz
Ghazal
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
Krishna Kumar Naz
Ghazal
kis liye KHvaar hai kho.ii hu.ii Gairat ko jagaa
gi.Dgi.Daane se nahii.n miltii hai izzat ko.ii