SEARCH RESULTS
Showing search results for "ginuu.ngaa"
Ghazal MATCHES FOR "ginuu.ngaa"
Ghazal
jaatii hai dhuup ujle paro.n ko sameT ke
zaKHmo.n ko ab ginuu.ngaa mai.n bistar pe leT ke
Shakeb Jalali
Ghazal
kanaar-e-aab mai.n kab tak ginuu.ngaa lahro.n ko
hai shaam sar pe mujhe paar bhii utarnaa hai
Iftikhar Naseem
Ghazal
KHudaa ke rang bhii sab khul ga.e hai.n
gunaah apne bhii mai.n kyuu.nkar ginuu.ngaa
Alok Mishra
Ghazal
laakh gaalii kahii hai kam mat de
mai.n ginuu.ngaa na ho hisaab me.n farq
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
phir us ke baa'd mujhe nii.nd chaahiye hogii
ginuu.ngaa zaKHm jahaa.n tak shumaar hote hai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis se boluu.n ye to ik sahraa hai jahaa.n par
mai.n huu.n yaa phir guu.ngaa bahraa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Zareef Lakhnavi
Ghazal
daftar me.n tai kiyaa thaa ki taare gine.nge aaj
lekin hame.n pahu.nchte hii ghar nii.nd aa ga.ii
Balmohan panday
Ghazal
taariif kar rahaa hai abhii tak jo aadmii
uTThaa to mere aib hazaaro.n ginaa.egaa
Azhar Inayati
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ab to chalnaa hai kisii aur hii raftaar ke saath
jism bistar pe giraa.uu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Ashraf Javed
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
sher duniyaa ke tuu kuchh der ko guu.ngaa ho jaa
muu.nd kar aa.nkh zaraa der to so le ko.ii
Kunwar Bechain
Ghazal
Shariq Kaifi
Ghazal
jaan kar guu.ngaa huu.n aur bahraa huu.n mai.n
is liye is shahr me.n zinda huu.n mai.n