SEARCH RESULTS
Showing search results for "giraayaa"
Ghazal MATCHES FOR "giraayaa"
Ghazal
gul se lipTii hu.ii titlii ko giraa kar dekho
aa.ndhiyo tum ne daraKHto.n ko giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
puraane ghar ko giraayaa to baap rone lagaa
KHushii ne dil saa dukhaayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
biThaa ke dil me.n giraayaa gayaa nazar se mujhe
dikhaayaa turfa-tamaasha balaa ke ghar se mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
giraayaa shor kiyaa gaaliyaa.n dii.n dhuum machii
ajab tarah kii hu.ii vaardaat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kahii.n na us kii buraa.ii me.n ham hu.e shaamil
nazar se jis ko giraayaa giraa ke chho.D diyaa
Aalam Nizami
Ghazal
phir bajaT us ne giraayaa hai hathau.De kii tarah
vo hukuumat ko bhii lohe kii dukaa.n samjhaa thaa
Khalid Irfan
Ghazal
terii 'jaaved' ye aadat hai KHudaa ko bhii pasand
tuu ne nazro.n se kisii ko bhii giraayaa na kabhii
Javed Jamil
Ghazal
aaj phir auj pe hai apnaa muqaddar shaayad
aaj phir aap ne nazro.n se giraayaa hai mujhe
Mumtaz Mirza
Ghazal
maanaa ki inhe.n ik hii jho.nke ne giraayaa hai
har TuuTte patte kii apnii hii kahaanii hai
Musavvir Firozpuri
Ghazal
vo diivaar-e-anaa jis ne mujhe tanhaa kiyaa thaa
usii diivaar ko mujh me.n giraayaa jaa rahaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
ba.Dhaa ke haath ko tum ne mujhe giraayaa hai
agar yahii hai.n sahaare mujhe qubuul nahii.n