SEARCH RESULTS
Showing search results for "golaa"
Ghazal MATCHES FOR "golaa"
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
Ali Khan Jauhar
Ghazal
yakka ulaT ke rah gayaa gho.Daa bha.Dak gayaa
kaalii sa.Dak pe chaa.nd saa chehra chamak gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kii talKH guftuguu lab-e-jaa.n-baKHsh se mudaam
afyuun gholii aap ne aab-e-hayaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
raat tiryaak nasha ne to ulaT Daalaa vaah
ko.ii gholaa to vo thaa kaasa-e-sam yaa ma.abuud
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nafas ke dayaaro.n me.n gholaa thaa ik lams hii
nikal aa.e saare falak se utaare hu.e
Riyaz Latif
Ghazal
Tauqeer Zaidi
Ghazal
us ne gholaa hai fazaa.o.n me.n tarannum shaayad
gungunaatii hu.ii jo baad-e-sabaa aa.ii hai
Nafees Taqi
Ghazal
siine me.n ko.ii aag kaa golaa hai ki dil hai
javvaala hai sho'la hai sharaara hai ki dil hai
Shahdil Shams
Ghazal
kal pata.ng us ne jo baazaar se ma.ngvaa bhejaa
saada maa.njhe kaa use maah ne golaa bhejaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shoKHii-mizaaj us ke se ab tak ga.ii nahii.n
vaise hii baa.nkpan hai.n vahii Gola-da.ngiyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
insaaniyat kii saa.ns ukha.D ne lagii hai ab
nafrat kaa zahr gholaa gayaa hai havaa.o.n me.n
Taseer Siddiqui
Ghazal
mu.nh par to kitnaa ras gholaa jaataa hai
piichhe jaane kyaa kyaa bolaa jaataa hai
Onkar Singh Vivek
Ghazal
har ek baat me.n gholaa hai us ne ras lekin
tamaam lafz chabaa.e hu.e se lagte hai.n