SEARCH RESULTS
Showing search results for "goshvaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "goshvaaraa"
Ghazal
ham ahl-e-dil hai.n mohabbat kii nisbato.n ke amiin
hamaare paas zamiino.n kaa goshvaara nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Mirza Raza Barq
Ghazal
na ko.ii naam o nasab hai na goshvaara miraa
bas apnii aab-o-havaa hii pe hai guzaara miraa
Saleem Kausar
Ghazal
mile jo vaqt to 'anjum' ba-suurat-e-diivaan
murattab apnii riyaazat kaa goshvaara kare.n
Anjum Khaleeq
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
bahut se chaa.nd bahut se charaaG kam nikle
banaane baiThaa jo mai.n raat goshvaara-e-shab
Farhat Ehsas
Ghazal
mu.nh par ye goshvaara motii kaa jalva-gar hai
jaise qiraan-e-baaham ho maah o mushtarii kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
faqiir ko nahii.n darkaar shaan amiiro.n kii
sar-barahna sar-e-goshvaara kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mohammad Mubashshir Mayo
Ghazal
murattab aur bhii ik goshvaara ho rahaa hai
to kyaa hai gar abhii ham ko KHasaara ho rahaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
Salim Saleem
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
apne apne har amal kaa goshvaara saath hai
ab tumhaare ruu-ba-ruu hogaa hisaab-e-zindagii