SEARCH RESULTS
Showing search results for "goshvaaraa"
Nazm MATCHES FOR "goshvaaraa"
Nazm
izhaar-e-mohabbat ek pahaDi rasta hai
mire sar par chamakte mehrbaa.n suuraj kii kirno.n kaa
ko.ii bhii goshvaara ban nahii.n saktaa
Salman Basit
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
mirza ghaalib
ai jahaanaabaad ai gahvaara-e-ilm-o-hunar
hai.n saraapaa naala-e-KHaamosh tere baam dar
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
jumbish hu.ii labo.n ko bharii ek sard aah
lii gosha-ha-e-chashm se ashko.n ne ruKH kii raah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
himala
jumbish-e-mauj-e-nasiim-e-sub.h gahvaara banii
jhuumtii hai nashsha-e-hastii me.n har gul kii kalii
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii ghan-garaj sunaa.ii degii inqalaab kii
abhii to gosh-bar-sadaa hai bazm aaftaab kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHak-e-dil
lucknow mere vatan mere chaman-zaar vatan
tere gahvaara-e-aaGosh me.n ai jaan-e-bahaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
goristan-e-shahi
siina-e-dariyaa shu.aa.o.n ke liye gahvaara hai
kis qadar pyaaraa lab-e-juu mehr kaa nazzaara hai
Allama Iqbal
Nazm
iqbaal ke mazar par
ye naGma kyaa hai zer-e-parda-haa-e-saaz kam samjhe
rahe sab gosh-bar-aavaaz lekin raaz kam samjhe
Hafeez Jalandhari
Nazm
log kahte hain
ko.ii paiGaam nahii.n jis kii tavaqqo.a ho mujhe
kis liye gosh-bar-aavaaz huu.n ma.aluum nahii.n
Saifuddin Saif
Nazm
aap-biti
yahii taariikii-e-Gam to miraa gahvaara hai
mai.n isii kokh me.n thaa nuur-e-sahar ke maanind
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
iqbaal se ham-kalami
the hakiim-e-sharq se shaiKH-e-mujaddid ham-kalaam
gosh-bar-aavaaz sab daanish-varaan-e-ilm-o-dii.n
Shorish kashmiri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
gosh-bar-aavaaz rahte hai.n daraKHt
aur ha.ns dete hai.n apnii aarifaana be-niyaazii se kabhii