SEARCH RESULTS
Showing search results for "guhar-e-aab-daar"
Ghazal MATCHES FOR "guhar-e-aab-daar"
Ghazal
rishte kii tarah se dur-e-dandaa.n kaa tere zaar
saakin hai kuucha-e-guhar-e-aab-daar kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
'naziir' ek Gazal aur kah ki tere suKHan
hai.n ab to sab guhar-e-aab-daar naam-e-KHudaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dariyaa me.n us kii tiir-e-mizha kaa pa.De jo 'aks
suraaKH ho har ik guhar-e-aab-daar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
mai.n yaad kar dur-e-dandaan-e-yaar rotaa huu.n
Tapakte hai.n guhar-e-aab-daar aa.nkho.n se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
dhyaan mizhgaan-e-aab-daar kaa aah
dil me.n ik neshtar chubhotaa hai
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
sitamgaro.n pe chalii aur ban ga.ii muKHlis
sitam-rasiida pe shamshiir-e-aab-daar kii chhaa.nv
Sajid Akhtar Mehshar Ansari
Ghazal
chehre kii tez dhaar bhii bekaar ho ga.ii
jab chashm-e-aab-daar se jauhar utar gayaa
Siddique Afghani
Ghazal
nahii.n rahaa suKHan-e-aab-daar kaa motii
'siraaj' tab.a ke sab jauharo.n kuu.n roll chukaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kise KHabar ki nivaala hai kis a.ndhere kaa
jo KHvaab dekhtaa huu.n chashm-e-aab-daar ke saath
Saeed Shariq
Ghazal
zaraa sa.nbhal ke mire haal-e-dil ko suniyegaa
mirii zabaa.n kahii.n shamshiir-e-aab-daar na ho
Ejaz Ajmeri
Ghazal
us par mirii hayaat kaa daar-o-madaar hai
vo abr-e-aab-daar hai pyaasii zamiin mai.n
Javed Nadeem
Ghazal
aa.ii.ne kii tarah thaa mai.n shaffaaf o aab-daar
gadlaa diyaa hai chashm-e-havas-naak ne mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
tishna-labo.n kii jaan hai shamshiir-e-aab-daar
KHvaahish unhe.n to kausar-o-tasniim kii nahii.n