SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul afshan"
Ghazal MATCHES FOR "gul afshan"
Ghazal
dil kahaa.n hotaa hai har ek uja.Dne vaalaa
vo biga.Dtaa hai faqat jo ho biga.Dne vaalaa
Gul Afshan
Ghazal
mohabbato.n me.n udaas ho kar rahaa na jaa.e
udaas mausam kaa tazkira bhii kiyaa na jaa.e
Gul Afshan
Ghazal
ra.nj me.n raahat kyaa hotii hai tum kyaa jaano
jaanaa.n hasrat kyaa hotii hai tum kyaa jaano
Gul Afshan
Ghazal
Gul Afshan
Ghazal
Inam Thanvi
Ghazal
hai kisii ke lab-e-rangii.n se gul-afshaa.n honaa
log kahte hai.n jise fasl-e-bahaaraa.n honaa
Saeedul Haq Saeed Itawi
Ghazal
raanaa.ii-e-jamaal-e-gul-afshaa.n kii KHair ho
ab husn-e-dilrubaa ke nazaare nahii.n rahe
Sardar Khan Soz
Ghazal
dekh tuufaan-e-gul-afshaa.n kii fazaa dekh 'zuhaib'
jis kii aamad se khule hai.n lab-e-gulfaam tamaam
Zohaib Azmi
Ghazal
ham ne bahaar-e-rafta kii tasviir ke liye
shaaKH-e-mizha ko shaaKH-e-gul-afshaa.n banaa liyaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
ab dard me.n vo kaifiyat-e-dard nahii.n hai
aayaa huu.n jo us bazm-e-gul-afshaa.n se guzar ke
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
'muztar' ko apne baKHt-e-rasaa par hai aaj naaz
aaqaa-'hasan' kii bazm-e-gul-afshaa.n nazar me.n hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ai mire ham-dam-e-dil-giir du.aa de mujh ko
us ke qadmo.n pe rahuu.n shaaKH-e-gul-afshaa.n kii tarah
Irfana Azeez
Ghazal
tasavvur me.n bahaare.n hai.n gul-afshaa.n
nigaaho.n me.n KHizaa.n hai aur mai.n huu.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
ek qatra bhii nahii.n KHuun kaa baaqii 'jauhar'
kaise dekhe bharii aa.nkho.n ko gul-afshaa.n ko.ii
Jauhar Bilgrami
Ghazal
asr-e-haazir ko sunaataa huu.n is andaaz me.n sher
mausam-e-gul ho mazaaro.n pe gul-afshaa.n jaise