SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulnaar"
Ghazal MATCHES FOR "gulnaar"
Ghazal
saa.at-e-diid ki aariz hai.n gulaabii ab tak
avvalii.n lamho.n ke gulnaar hijaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
aa.iina tujhe dekh ke gulnaar hu.aa thaa
shaayad tirii aa.nkho.n ne vo ra.ngat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
sub.h kii aaj jo ra.ngat hai vo pahle to na thii
kyaa KHabar aaj KHiraamaa.n sar-e-gulzaar hai kaun
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
fikr-e-dildaari-e-gulzaar karuu.n yaa na karuu.n
zikr-e-murGaan-e-giraftaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.nch me.n apnii javaanii kii sulagtii chitvan
shabnam-e-ashk me.n dho.ii hu.ii gulnaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
'gulnaar' maslahat kii zabaa.n me.n na baat kar
vo zahr pii ke dekh jo sachchaa.iyo.n me.n hai
Gulnar Aafreen
Ghazal
na ye zamiin hu.ii us ke KHuun se gulnaar
na aasmaa.n se utaaraa gayaa kafan us kaa
Zeb Ghauri
Ghazal
ab ye gul gulnaar kab hai KHaar hai be-kaar hai
aap ne jab kah diyaa be-kaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
de daad aa ke baahar shah-e-rag se KHuu.n hamaaraa
us ne jo apnaa chehra gulnaar kar liyaa hai
Ameer Imam
Ghazal
'gulnaar' zabt-e-Gam kii ye intihaa bhii dekhii
daaman bhigo rahe hai.n aa.nsuu nikal nikal kar
Gulnar Aafreen
Ghazal
Gulnar Aafreen
Ghazal
chhe.Daa zaraa sabaa ne to gulnaar ho ga.e
Gunche bhii mah-jamaalo.n ke ruKHsaar ho ga.e
Bashar Nawaz
Ghazal
dil pareshaan hai 'gulnaar' to maahaul udaas
ab zaruurat hai ko.ii mutrib-e-KHush-KHuu aa.e
Gulnar Aafreen
Ghazal
tuu nuur-e-nazar jaan-e-jigar rashk-e-qamar hai
o ruuh-e-taGazzul tujhe gulnaar kahaa hai