SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulnaar"
Nazm MATCHES FOR "gulnaar"
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
kabhii ye gulnaar ho gayaa hai sinaa.n pe guftaar ho gayaa hai
kabhii hu.aa hai ye Garq-e-dariyaa
Tariq Qamar
Nazm
barsat ki bahaaren
gulzaar bhiigte hai.n sabze nahaa rahe hai.n
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pazirai
mere badan par mohabbat kii gulnaar mohro.n ko yuu.n sabt karte
chale jaa rahe the
Parveen Shakir
Nazm
bachpan
vo galiyo.n me.n baarish vo gulnaar chehre
tamannaa.o.n ke vo bha.nvar gahre gahre
Nitin Nayab
Nazm
shafaq
tere gulnaar se ruKHsaaro.n pe chhap se mal duu.n
shaam kaa pighlaa hu.aa surKH sunahrii roGan
Gulzar
Nazm
naya husn
lab-e-shaadaab pe chhalkii hu.ii gulnaar ha.nsii
ik baGaavat hai ye aa.iin-e-jaraahat ke KHilaaf
Kaifi Azmi
Nazm
nazm
gulnaar kar diye the lahuu se vo baam-o-dar
phir muntazir hai.n vo dar-o-diivaar le chalo