SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumbado.n"
Ghazal MATCHES FOR "gumbado.n"
Ghazal
kha.De hu.e ho miyaa.n gumbado.n ke saa.e me.n
sadaa.e.n de ke yahaa.n par fareb khaanaa kyaa
Azhar Iqbal
Ghazal
zaraa shikoh-e-do-aalam ke gumbado.n me.n laraz
phir us ke baa'd teraa faisla jo tuu chaahe
Majeed Amjad
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ek mai.n aur itne laakho.n silsilo.n ke saamne
ek saut-e-gung jaise gumbado.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
ziist ke KHasta shikasta gumbado.n me.n gaah-gaah
guu.njtaa hai terii aavaazo.n kaa jaaduu aaj bhii
Khursheed Rizvi
Ghazal
nahii.n ba.iid ye ahkaam-e-taaza jaarii ho.n
ki gumbado.n se parindo.n ko ajnabii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Ghazal
ha.nste ha.nste ruuh kii aavaaz paagal ho ga.ii
gumbado.n kii KHaamushii ne der tak khole na lab
Prem Warbartani
Ghazal
nagar hai.n aaftaab ke, barahna gumbado.n ke sar
saro.n pe nuur ke kalas, mai.n nuur me.n utar gayaa
Ali Akbar Natiq
Ghazal
Riyaz Latif
Ghazal
shikasta ruuh hai jismo.n ke gumbado.n me.n asiir
hai.n mere daur ke insaan maqbaro.n kii tarah
Asad Jafri
Ghazal
ik baazgasht meraa muqaddar banii rahii
mai.n gumbado.n ke beach sadaa ban ke rah gayaa
Khalid Raheem
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
dahak dahak ke bahalte dino.n ke aa.nsuu po.nchh
azaan-e-gu.ng mire gumbado.n se baahar aa
Jawayd Anwar
Ghazal
raushnii ke gumbado.n ko de salaamii 'maahtaab'
jis me.n ishq-e-mustafaa ho us ko Dar ko.ii nahii.n
Mahtab Dasti
Ghazal
ham to apne dard se haare sadaa dete rahe
be-hisii ke gumbado.n me.n ko.ii darvaaza na thaa