SEARCH RESULTS
Showing search results for "guncha-e-dillii"
Ghazal MATCHES FOR "guncha-e-dillii"
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
yaadash-ba-KHair dil kaa KHayaal aa ke rah gayaa
is be-dilii me.n jiite hai.n kis be-hisii se ham
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
mauj-e-nasiim apnii bahaare.n luTaa ga.ii
lekin KHizaa.n kii muda-dilii kam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Guncha-e-dil ki bikhartaa bhii dikhaa.ii na diyaa
aisaa bikhraa ki ishaaraa bhii dikhaa.ii na diyaa
Mahshar Inayati
Ghazal
Guncha-e-dil miraa khaa kar gul-e-KHandaa.n meraa
buu-e-gul saa hai u.Daataa mujhe jaanaa.n meraa
Wali Uzlat
Ghazal
jahaan-e-Guncha-e-dil kaa faqat chaTaknaa thaa
usii kii buu-e-pareshaa.n vajuud-e-duniyaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
khultaa hai har ik Guncha-e-nau-josh-e-numuu se
ye sach hai magar lams-e-havaa bhii hai ko.ii chiiz
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
harf barg-e-KHushk ban kar TuuTte girte rahe
Guncha-e-arz-e-tamannaa ho.nT par phuuTaa nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Guncha-e-dil 'azfarii' taqriib-e-sair
gul-ruKHaa.n paamaal kar mal-dal ga.e
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
ba-ra.ng-e-Guncha-e-afsurda ho gayaa thaa ye dil
so vaise murda ko pal me.n jalaayaa ashk miraa
Baqar Agah Vellori
Ghazal
kahii.n bikhar ke na rah jaa.e Gam fazaa.o.n me.n
qabaa-e-Guncha-e-dil taar-taar mat karnaa