SEARCH RESULTS
Showing search results for "gyu"
Ghazal MATCHES FOR "gyu"
Ghazal
adab hai aur yahii kashmakash to kyaa kiije
hayaa hai aur yahii guu-maguu to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mushtaaq ne to jaa.n dii gul-guu libaas kyuu.n ho
ye ra.ng-e-nau-uruusii kis ko dikhaa.iyegaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
nahii.n bantii hai kuchh bhii kahte sunte
'ajab kuchh guu-maguu me.n mubtalaa hai.n
Jigar Barelvi
Ghazal
guft-o-guu me.n ye nazaakat hai ki allaah allaah
ek ik harf bhii mushkil se adaa hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
us sanam ko KHudaa kahuu.n na kahuu.n
hai suKHan guu-maguu KHudaa-haafiz
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
huzuur-e-dost mire guu-maguu ke aalam ne
kahaa bhii un se jo kahnaa thaa baat kii bhii nahii.n
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
nuqsaan degii tujh ko bahut guu-maguu 'na.iim'
taaKHiir kar na ek bhii pal raasta badal
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
kuchh guu-maguu hai yaaro ye amr bandagii kaa
afkaar hai achambhaa iqraar hai ta.ajjub
Waliullah Muhib
Ghazal
Mahir Bilgrami
Ghazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
ai shaiKH tuu us kii kuchh haqiiqat
mat puuchh ye sirr-e-guu-ma-guu hai