SEARCH RESULTS
Showing search results for "haa.il-e-raah"
Ghazal MATCHES FOR "haa.il-e-raah"
Ghazal
ba.Dh ke lenaa hai hame.n jur.at-e-iisaar se kaam
haa.il-e-raah-e-junuud-e-Gam-o-aazaar sahii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
haa.il-e-raah the kitne hii havaa ke parbat
to vo baadal ki mire shahr se guzraa hii nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
jast kartaa huu.n to la.D jaatii hai manzil se nazar
haa.il-e-raah ko.ii aur bhii diivaar sahii
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
zauq-e-vaarafta kii asnaam-garii miT na sakii
haa.il-e-raah vahii sang-e-giraa.n hai ki jo thaa
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
tuu sang-e-miil kii suurat hai nasb ek jagah
mai.n gard-e-raah huu.n meraa tavaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
hisaab-e-dard to yuu.n sab mirii nigaah me.n hai
jo mujh pe ho na sakii.n vo navaazishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
udaas dekh ke vaj.h-e-malaal puuchhegaa
vo mehrbaa.n nahii.n aisaa ki haal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu us kii zad me.n jo aayaa to Duub jaa.egaa
ba-qadr-e-aab hai har aa.ina bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pa.Dii thii laash sar-e-raah be-his-o-harakat
jo dekhaa saamne jaa kar kafan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
qabr tak pahuu.nchaa ga.e saare aziiz-o-aqribaa
aage aage phir rafiiq-e-raah tanhaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte