SEARCH RESULTS
Showing search results for "haadii"
Ghazal MATCHES FOR "haadii"
Ghazal
diivaar kaa ye uzr sunaa jaa.egaa kab tak
diivaar agar hai to giraa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
ra.ng har phuul me.n hai husn-e-KHud-aaraa.ii kaa
chaman-e-dahr hai mahzar tirii yaktaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
bekaar ye Gussa hai kyuu.n us kii taraf dekho
aa.iine kii hastii kyaa tum apnii taraf dekho
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ai hazrat-e-dil un se banii hai na banegii
kyuu.n aap kisii aur hasii.n se nahii.n milte
Mirza Hadi Ruswa
Ghazal
mire sanam kaa kisii ko makaa.n nahii.n maa'luum
KHudaa kaa naam sunaa hai nishaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Hadi Machlishahri
Ghazal
dil hamaaraa hai ki ham maa.il-e-fariyaad nahii.n
varna kyaa zulm nahii.n kaun sii bedaad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Mirza Hadi Ruswa
Ghazal
is vahm kii intihaa nahii.n hai
sab kuchh hai magar KHudaa nahii.n hai
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Gazab hai ye ehsaas vaarastagii kaa
ki tujh se bhii KHud ko barii chaahtaa huu.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
KHayaal hii abhii aayaa thaa kuu-e-jaanaa.n kaa
ye haal hai ki qadam Dagmagaa.e jaate hai.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
vo bahut kam kisii ne dekhaa hai
mujh ko jo kuchh yahaa.n nazar aayaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
naala ruktaa hai to sar-garm-e-jafaa hotaa hai
dard thamtaa hai to be-dard KHafaa hotaa hai
Mirza Hadi Ruswa
Ghazal
be-sabab tere lab nahii.n KHaamosh
kar rahii hai tirii nazar baate.n