SEARCH RESULTS
Showing search results for "haarte"
Ghazal MATCHES FOR "haarte"
Ghazal
chaahe jitnaa bhii biga.D jaa.e zamaane kaa chalan
jhuuT se haarte dekhaa nahii.n sachchaa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
nazar ke haarte hii dil bhii haaraa
mirii ik din me.n Galatii duusrii hai
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
dil nahii.n haarte yuu.n baazii-e-ulfat me.n 'hafiiz'
khel aaGaaz hu.aa kartaa hai sar se pahle
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
haarte haarte sab haar gayaa ishq me.n mai.n
sab samajhte hai.n magar dasht se haaraa hu.aa hai
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
Guruur-e-fat.h me.n dushman zaruur Duubegaa
hai jiitnaa to abhii jang haarte rahiye
Faheem Jogapuri
Ghazal
ham apne aap taalib matluub aap ham hai.n
is khel me.n hamesha ham KHud ko haarte hai.n
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
anaa ke zahr ko thuuko to muttahid ho jaa.e.n
badii se haarte rahne kaa silsila badle
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
saathiyo thake-maa.nde haarte ho himmat kyuu.n
duur se ko.ii manzil din me.n kab chamaktii hai
Shaad Aarfi
Ghazal
zamiin un ko khaa ga.ii ki aasmaa.n nigal gayaa
jo haarte kabhii na the vo haar ke kahaa.n ga.e
Faisal Mahmood
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
chalo ki 'ishq me.n bas ik tumhaaraa dil hii gayaa
ki is me.n log ka.ii zindagii bhii haarte hai.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
baa-vasf-e-shikast-e-dil-o-jaa.n la.Dtaa rahaa huu.n
ai haarte lashkar mujhe sardaar samajhnaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai