SEARCH RESULTS
Showing search results for "habaab"
Ghazal MATCHES FOR "habaab"
Ghazal
hai mushtamil numuud-e-suvar par vajuud-e-bahar
yaa.n kyaa dharaa hai qatra o mauj-o-habaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bahr-e-hastii me.n huu.n misaal-e-habaab
miT hii jaataa huu.n jab ubhartaa huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
tirii galii me.n bahaa.e phire hai sail-e-sarishk
hamaaraa kaasa-e-sar kyaa hu.aa habaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
numuud o buud ko aaqil habaab samjhe hai.n
vo jaagte hai.n jo duniyaa ko KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
bas is qadar hai KHulaasa mirii kahaanii kaa
ki ban ke TuuT gayaa ik habaab paanii kaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kis kii ye mauj-e-husn hu.ii jalva-gar ki yuu.n
dariyaa me.n jo habaab the aa.nkhe.n chhupaa chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
na hogaa yak-bayaabaa.n maa.ndgii se zauq kam meraa
habaab-e-mauja-e-raftaar hai naqsh-e-qadam meraa