SEARCH RESULTS
Showing search results for "habiib"
Ghazal MATCHES FOR "habiib"
Ghazal
judaa kisii se kisii kaa Garaz habiib na ho
ye daaG vo hai ki dushman ko bhii nasiib na ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'habiib' aag bhar de.n jo siine me.n sab ke
vo naGme sunaane ko jii chaahtaa hai
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
yaad-e-'habiib' thii ki dhu.ndalko.n me.n kho ga.ii
dil me.n sivaa.e KHaak ke baaqii bhii kyaa rahaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
abhii hai Gair ke altaaf se jafaa-e-habiib
vahii razaa hai hamaarii jo hai razaa-e-habiib
Jafar Ali Hasrat
Ghazal
dekhaa hai 'habiib' us ne jo ek baar karam se
har shai mujhe ab pyaar se hii dekh rahii hai
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
mahfil ba.Dhaa.o sham.a ko bhii gul karo ki ab
vo dost vo 'habiib' vo pyaare chale ga.e
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Shayar Lakhnavi
Ghazal
tho.Daa hai jis qadar mai.n pa.Dhuu.n KHat habiib kaa
dekhaa hai aaj aa.nkho.n se likkhaa nasiib kaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
Tariq Matin
Ghazal
KHudaa-raa aa ke mirii lo KHabar kahaa.n ho tum
mire habiib mire chaara-gar kahaa.n ho tum
Yaseen Zameer
Ghazal
zikr-e-dard-e-dil pe vo big.Daa kiye lekin 'habiib'
lab pe iqraar-e-mohabbat ek baar aa hii gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
ye hasii.n vaadii-o-dariyaa gul-o-gulzaar 'habiib'
bin tire mujh se ye manzar nahii.n dekhe jaate
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
bedaariyo.n kii taab na ham laa sake 'habiib'
guzrii hayaat ek musalsal se KHvaab me.n