SEARCH RESULTS
Showing search results for "haidar-e-karraar"
Ghazal MATCHES FOR "haidar-e-karraar"
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
sadd-e-sikandarii bhii jo cha.Dh jaa.e dhyaan to
vohii.n tufail-e-haidar-e-karraar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aashiq-e-haidar-e-karraar hu.aa is se 'shafiiq'
ko.ii duniyaa me.n na haidar kaa muqaabil niklaa
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
haath ba.Dh jaa.e agar luqma-e-tar kii jaanib
nisbat-e-haidar-e-karraar mujhe dekhtii hai
Azwar Shirazi
Ghazal
saKHt hairaa.n huu.n salaahiyyat-e-KHaibar-shiknii
vaaris-e-haidar-e-karraar me.n aatii hii nahii.n
Siraj Ajmali
Ghazal
jaabiro.n ke zulm ko 'saabir' miTaane ke liye
haidar-e-karraar kii shamshiir ban jaa.e.nge ham
Sabir Kamal
Ghazal
vo zamaana Thiik thaa iimaan laane ke liye
haidar-e-karraar bhar KHair aur shar dajjaal bhar
Shuja Khaavar
Ghazal
tere bha.nvo.n kii yaad ne Tuk.De kiyaa hai dil
hai zul-fiqaar haidar-e-karraar kii qasam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
dil kii dhartii par kapilvastu me.n KHaibar chaahiye
aadmii gautam bhii ho aur haidar-e-karraar bhii
Sher Afzal Jafri
Ghazal
kii.n aur na Dhuu.nDiijo mujhe hashr me.n 'iijaad'
paa se huu.n vahaa.n haidar-e-karraar ke nazdiik
Ijad Burhanpuri
Ghazal
rakho na KHauf ko KHurshiid-e-hashr ke 'baaqii'
rahegaa haidar-e-karraar kaa nishaa.n sar par
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
aa.nkho.n ko dikhaa qabr me.n yaa-rab ruKH-e-anvar
kaano.n ko sunaa haidar-e-karraar kii aavaaz
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
ho ga.ii un kii inaayat se har ek mushkil hal
aas rakhte hai.n yahii haidar-e-karraar se ham
Sipah Daar Khan Begun
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
KHauf kyaa daGdaGa-e-hashr se hai mujh ko 'muhib'
piir-e-man haidar-e-karraar hai allaah allaah
Waliullah Muhib
Ghazal
husn-e-Gam me.n ek muddat se muqayyad hai 'muniir'
fikr-e-duniyaa kaa hisaar ai haidar-e-karraar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Mah Laqa Chanda
Ghazal
ba.Dh ke KHaibar se hai ye maarka-e-diin-o-vatan
is zamaane me.n ko.ii haidar-e-karraar bhii hai