SEARCH RESULTS
Showing search results for "haidar-e-karraar"
Nazm MATCHES FOR "haidar-e-karraar"
Nazm
payam-e-hasti
baqaa-e-aqviyaa ke mas.ala par bahas se pahle
tan-e-sohraab-o-zor-e-haidar-e-karraar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
yas o umid
jur.at-e-KHaalid-e-jaa.n-baaz milii hai tujh ko
vaaris-e-zor-e-shah-e-haidar-e-karraar hai tuu
Urooj Qadri
Nazm
do mashware
sabaq milaa hai ye taariiKH ke navishto.n se
ki teG-e-haidar-e-karraar be-niyaam karo
Shorish kashmiri
Nazm
hindostan
tuufaan kaa nadiim tabaahii kaa yaar huu.n
baaGii huu.n aur dushman-e-sabr-o-qaraar huu.n
Shatir Hakeemi
Nazm
trahdar kahan se laun
maktab-e-nau kaa moallim hai fara.ngii baqqaal
buuzar-o-KHaalid-o-karraar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
teri aawaz
ab yahii hai tujhe manzuur to ai jaan-e-qaraar
mai.n tirii raah na dekhuu.ngaa siyah raato.n me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
ho ga.e aapas me.n tai qaul-o-qaraar
jo labaada le musaafir kaa utaar
Ismail Merathi
Nazm
ek raat aaegi
miraa sukuu.n miraa sabr-o-qaraar chhiin liyaa
mire nasiib kii bargashtagii ko kyaa kahiye
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
kar luu.n yagaangat ke qaul-o-qaraar dono.n
haa.n chho.D do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
khilanDDa
ye rupahlii raat aur baaGo.n me.n aamo.n kii bahaar
kyaa kitaabo.n me.n lage dil aur kyaa aa.e qaraar
Alqama Shibli
Nazm
aa ja
hastii ke zamzamo.n me.n saaz-e-qaraar ban kar
sahbaa-e-aatishii.n kaa rangii.n KHumaar ban kar
Sahba lakhnavi
Nazm
hindostan
ek armaan-e-masarrat ek armaan-e-qaraar
jaise be-paayaa.n samundar ke kinaare juu-e-baar
Maikash Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
sadma ye shaaq aalam-e-piirii me.n hai zaruur
lekin na dil se kiijiye sabr-o-qaraar duur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
payam
dil-e-fasurda ko ab taaqat-e-qaraar nahii.n
nigaah-e-shauq ko ab taab-e-intizaar nahii.n
Ze Khe Sheen
Nazm
aah-e-na-tamam
yaad aataa thaa ko.ii rah rah ke mujh ko baar-baar
ho rahe the jis se ruKHsat hijr me.n sabr-o-qaraar
Shahid Sagri
Nazm
premchand ko KHiraj-e-aqidat
naqsh-e-qaraar sail-e-fanaa se miTaa hai aaj
aivaan-e-nazm-o-nasr me.n maatam bapaa hai aaj
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
shikast-e-wafa
zindagii bhar nibaah ke va.ade
umr bhar kii vafaa ke qaul-o-qaraar