SEARCH RESULTS
Showing search results for "hakiim"
Ghazal MATCHES FOR "hakiim"
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
nisbat-e-'ilm hai bahut haakim-e-vaqt ko aziiz
us ne to kaar-e-jahl bhii be-ulamaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
'ishq kar ke dekh lii jo bebasii dekhii na thii
is qadar uljhan me.n pahle zindagii dekhii na thii
Hakeem Nasir
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
faisle lamhaat ke naslo.n pe bhaarii ho ga.e
baap haakim thaa magar beTe bhikaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
zindagii ko na banaa le.n vo sazaa mere baad
hausla denaa unhe.n mere KHudaa mere baad
Hakeem Nasir
Ghazal
sunaa hai vaqt kaa haakim ba.Daa hii munsif hai
pukaar kar sar-e-darbaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na jaane kyuu.n mujhe lagtaa hai aisaa haakim-e-shahr
jo haadisa nahii.n pahle hu.aa vo ab hogaa
Shahryar
Ghazal
haa.e vo vaqt-e-judaa.ii ke hamaare aa.nsuu
gir ke daaman pe bane the jo sitaare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
sohbat-e-piir-e-ruum se mujh pe hu.aa ye raaz faash
laakh hakiim sar-ba-jeb ek kaliim sar-ba-kaf
Allama Iqbal
Ghazal
jahaa.n Gariib ko naan-e-javii.n nahii.n miltii
vahaa.n hakiim ke dars-e-KHudii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
apne maraz-e-Gam kaa hakiim aur ko.ii hai
ham aur tabiibo.n kii davaa kuchh nahii.n karte