SEARCH RESULTS
Showing search results for "halaahal"
Ghazal MATCHES FOR "halaahal"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
miinaa-e-nuh-falak hai kahaa.n baada-e-nashaat
shiishe hai.n ye to zahr-e-halaahal ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aab-e-haivaa.n hai kahii.n zahr-e-halaahal hai kahii.n
talKH-go.ii aap kii shiirii.n-zabaanii aap kii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
ban ke suqraat jiyo tajraba apnaa hai yahii
zindagii zahr-e-halaahal ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Meraj Naqvi
Ghazal
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
kal raat tere Gam ne lagaa.ii thii phir sabiil
kal raat ham ne zahr-e-halaahal piyaa bahut
Ajmal Ajmali
Ghazal
mai.n zahr-e-halaahal kaa qaa.il to nahii.n lekin
naasuur-e-jigar le kar jaa.uu.n to kahaa.n jaa.uu.n
Masood Hassas
Ghazal
maqaam-e-daar se guzro to zindagii paa.o
piyo jo zahr-e-halaahal suruur aa jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
maqaam-e-daar se guzro to zindagii paa.o
piyo jo zahr-e-halaahal suruur aa jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
shaamil hai.n talKHiyaa.n bhii halaavat ke saath saath
ye zindagii hai zahr-e-halaahal na qand hai
Suraj Tanveer
Ghazal
KHuun qaanuun namak zahr halaahal ke sivaa
aap batlaa.iye is shahr me.n sastaa kyaa hai
Ashraf Yaqubi
Ghazal
us ne jo aab-e-baqaa kah ke diyaa thaa 'farhat'
mere to vaaste vo zahr-e-halaahal niklaa
Farhat M Hasani
Ghazal
us ke hii haliifo.n ne mash.huur kiyaa hai ye
vo zahr-e-halaahal ko iksiir banaataa hai
Kamal Nadim
Ghazal
us ke ho.nTo.n se bhii amrit kii mahak aane lagii
Gaaliban zahr-e-halaahal pii liyaa merii tarah
Shafiullah Raz
Ghazal
dard bhii us ne diyaa ishq ke paiGaam ke saath
pii liyaa zahr-e-halaahal mai-e-gulfaam ke saath