SEARCH RESULTS
Showing search results for "halaahil"
Ghazal MATCHES FOR "halaahil"
Ghazal
Gairo.n se shakar-lab suKHan-e-talKH bhii teraa
har chand halaahil ho gavaaraa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
ai hamdam aah talKHi-e-hijraa.n se dam nahii.n
girtaa hai dekh jaam-e-halaahil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ba-naam-e-laala-ruKHaa.n kuchh to zahr-e-Gam pii le.n
tire labo.n me.n halaahil sharaab jaisaa hai
Naeem Saba
Ghazal
yaabis kahii.n martuub kahii.n garm kahii.n sard
misrii me.n kahii.n zahr halaahil me.n sanaa hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
do ghuu.nT pilaa de ko.ii mai ho ki halaahil
vo tishna-labii hai ki badan TuuT rahaa hai
Farigh Bukhari
Ghazal
tiryaak ke kuuze me.n bharaa zahr-e-halaahil
allaah-re mai-KHaana-e-maGrib kii mai-e-naab
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
banaataa hai sadaa ham ko tashaddud kaa nishaana vo
fazaa-e-amn me.n zahr-e-halaahil ghol detaa hai
Imran Sani
Ghazal
'qaa.em' hai kiyaa halaahil o aab-e-KHizar pe hasr
aa jaa.e bazm-e-dast me.n jo kuchh so kiije nosh
Qayem Chaandpuri
Ghazal
zahraab o halaahil se jo kuchh kaam na niklaa
de kar ke mai.n kii KHuun-e-jigar parvarish-e-dil
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
darguzar naama-e-ulfat se kare.n jurm-o-KHataa
ban gayaa shiir-o-shahad zahr-e-halaahil jaanaa.n
Sabiha Nasreen
Ghazal
jo de rahaa hai to de shauq se jhijhak kaisii
mujhe hai zahr-e-halaahil se ijtinaab kahaa.n
Noor Paikar
Ghazal
chup na hogaa hai 'valii' vaqt kaa apne suqraat
kuchh ilaaj us kaa nahii.n zahr-e-halaahil ke sivaa
Waliul Haq
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n