SEARCH RESULTS
Showing search results for "halaahil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "halaahil"
Ghazal
Gairo.n se shakar-lab suKHan-e-talKH bhii teraa
har chand halaahil ho gavaaraa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
ai hamdam aah talKHi-e-hijraa.n se dam nahii.n
girtaa hai dekh jaam-e-halaahil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ba-naam-e-laala-ruKHaa.n kuchh to zahr-e-Gam pii le.n
tire labo.n me.n halaahil sharaab jaisaa hai
Naeem Saba
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "halaahil"
Ghazal
yaabis kahii.n martuub kahii.n garm kahii.n sard
misrii me.n kahii.n zahr halaahil me.n sanaa hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ham-safar
raat ka.Dve halaahil me.n ghul jaa.egii
tum agar haa.n kaho tum agar haa.n kaho
Ain Rashid
Ghazal
do ghuu.nT pilaa de ko.ii mai ho ki halaahil
vo tishna-labii hai ki badan TuuT rahaa hai
Farigh Bukhari
Ghazal
tiryaak ke kuuze me.n bharaa zahr-e-halaahil
allaah-re mai-KHaana-e-maGrib kii mai-e-naab
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
banaataa hai sadaa ham ko tashaddud kaa nishaana vo
fazaa-e-amn me.n zahr-e-halaahil ghol detaa hai
Imran Sani
Ghazal
'qaa.em' hai kiyaa halaahil o aab-e-KHizar pe hasr
aa jaa.e bazm-e-dast me.n jo kuchh so kiije nosh
Qayem Chaandpuri
Nazm
ek qalandar ke nam
tumhii.n ne haath rakkhaa nabz-e-dauraa.n par
bane tiryaak is zahr-e-halaahil kaa
Malika Naseem
Ghazal
zahraab o halaahil se jo kuchh kaam na niklaa
de kar ke mai.n kii KHuun-e-jigar parvarish-e-dil


