SEARCH RESULTS
Showing search results for "halke"
Ghazal MATCHES FOR "halke"
Ghazal
narm-o-naazuk halke-phulke ruu.ii jaise KHvaab the
aa.nsu.o.n me.n bhiigne ke baa'd bhaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
ye ruuh raqs-e-charaaGaa.n hai apne halqe me.n
ye jism saaya hai aur saaya Dhal rahaa hai miyaa.n
Naseer Turabi
Ghazal
raat kii aa.nkh me.n hai.n halke gulaabii Dore
nii.nd se palke.n hu.ii jaatii hai.n bhaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
vo is tarah thaa mire baazu.o.n ke halqe me.n
na dil ko chain thaa 'amjad' na be-qaraarii thii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
halqe hai.n chashm-haa-e-kushaada ba-suu-e-dil
har taar-e-zulf ko nigah-e-surma-saa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
halqe me.n zulf-e-yaar kii motii piro.iye
dandaa.n zaruur hai.n dahan-e-maar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
aasmaano.n me.n u.Daa karte hai.n phuule phuule
halke logo.n ke ba.De kaam havaa kartii hai
Mohammad Aazam
Ghazal
halqe nahii.n hai.n zulf ke halqe hai.n jaal ke
haa.n ai nigaah-e-shauq zaraa dekh-bhaal ke
Akbar Allahabadi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kuchh to hai jo use viiraan kiye rakhtaa hai
varna aise hii kisii ko nahii.n halqe pa.Dte
Jawad Sheikh
Ghazal
kuu-e-jaanaa.n me.n qadam pa.Dte hai.n halke halke
aashiyaane kii taraf taa.ir-e-baam aahista