SEARCH RESULTS
Showing search results for "halqa"
Ghazal MATCHES FOR "halqa"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
jo bhii milaa usii kaa dil halqa-ba-gosh-e-yaar thaa
us ne to saare shahr ko kar ke Gulaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai dil tujhe dushman kii bhii pahchaan kahaa.n hai
tuu halqa-e-yaaraa.n me.n bhii mohtaat rahaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fikr-e-naala me.n goyaa halqa huu.n ze-sar-taa-paa
uzv uzv juu.n zanjiir yak-dil-e-sadaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaarii har pareshaanii inhii logo.n ke dam se hai
hamaare saath ye jo halqa-e-ahbaab rahtaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Sudarshan Faakir
Ghazal
nazar nahii.n to mire halqa-e-suKHan me.n na baiTh
ki nukta-haa-e-KHudii hai.n misaal-e-teG-e-asiil
Allama Iqbal
Ghazal
bazm me.n ahl-e-suKHan taqtii.a farmaate rahe
aur ham ne apne dil kaa bojh halkaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jab se mai.n un ke halqa-e-bai.at me.n aa gayaa
'naayaab' ek raushnii fikr-o-nazar me.n hai
Jahangeer nayab
Ghazal
us kaa firaaq bhii ziyaa.n us kaa visaal bhii ziyaa.n
ek ajiib kashmakash halqa-e-be-dilaa.n me.n hai
Jaun Eliya
Ghazal
halqa kiye baiThe raho ik sham.a ko yaaro
kuchh raushnii baaqii to hai har-chand ki kam hai