SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-navaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "ham-navaa.o"
Ghazal
ham-navaa.o dosto fikr aaj kii karo
kal kaa tazkira hii kyaa jo hu.aa guzar gayaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
raat kaa patthar na pighlegaa shu.aa.o.n ke baGair
sub.h hone tak na bolo ham-navaa.o chup raho
Qateel Shifai
Ghazal
parastish ke laa.eq sanam chaahte hai.n
vo kaafir hasii.n jis ko ham chaahte hai.n
Haq Nawaz Akhtar
Ghazal
haq-navaa.ii ko zamaane kii zabaa.n kaun kare
aisii talKHii ko 'samad' lazzat-e-jaa.n kaun kare
Samad Ansari
Ghazal
kise nadiim kise ham-navaa kahe.n apnaa
biThaa ke paas kise mudda.aa kahe.n apnaa
Rishi Patialvi
Ghazal
kabhii hariif kabhii ham-navaa hamii.n Thahre
ki dushmano.n ke bhii mushkil-kushaa hamii.n Thahre
Faragh Rohvi
Ghazal
kahii.n milaa na ko.ii ham-navaa saliiqe se
agarche detaa rahaa mai.n sadaa saliiqe se
Shan Bharti
Ghazal
tamaam shahr ke logo.n ko ham-navaa karnaa
hamaare 'aks me.n parchhaa.iyaa.n bunaa karnaa
Humaira Rahman
Ghazal
ham-navaa miltaa to aavaaz kaa saudaa karte
ham kahaa.n aa ga.e parchhaa.ii.n kaa piichhaa karte
Kailash Mahir
Ghazal
jis kii hame.n talaash thii manzil yahii to hai
is kaa.enaat-e-husn kii mahfil yahii to hai