SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-qalam"
Ghazal MATCHES FOR "ham-qalam"
Ghazal
Hina Ambareen
Ghazal
thaa mujh se ham-kalaam magar dekhne me.n thaa
jaane vo kis KHayaal me.n thaa kis samay me.n thaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jab ham-kalaam ham se hotaa hai paan khaa kar
kis rang se kare hai baate.n chabaa chabaa kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo mujh se hu.e ham-kalaam allaah allaah
kahaa.n mai.n kahaa.n ye maqaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
hamii.n se apnii navaa ham-kalaam hotii rahii
ye teG apne lahuu me.n niyaam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo ham-kalaam ho ham se usii ke hote hai.n
ham ek vaqt me.n ek aadmii ke hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
bahut dino.n me.n ham un se jo ham-kalaam hu.e
dil-o-nazar hama-tan sajda-o-salaam hu.e
Varis Kirmani
Ghazal
hu.aa na mujh se ko.ii ham-kalaam gardish me.n
dhu.aa.n hu.e hai.n mire sub.h-o-shaam gardish me.n
Nawed fidaa sattii
Ghazal
sadaa bhii degaa kabhii to sukuut kaa sahraa
kisii ko hone to do KHud se ham-kalaam abhii
Athar Nadir
Ghazal
suKHanvarii kaa kahaa.n hausla ki ham-suKHano
kabhii-kabhaar Gazal ham-kalaam hotii hai
Naz Muzaffarabadi
Ghazal
ai kaash KHud sukuut bhii mujh se ho ham-kalaam
mai.n KHaamushii-zada huu.n sadaa chaahiye mujhe
Sabir Zafar
Ghazal
jo ham-kalaam kabhii ho to jaan loge use
vo KHush-mizaaj hai lahje me.n chaashnii hogii
Neelam Bhatti
Ghazal
chup rahe to zaalim ko fursat-e-sitam hogii
ham qalam uThaa.e.nge ham zabaan khole.nge
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
guzishta shab hama-auqaat Garq-e-jaam rahe
kabhii KHudaa se kabhii us se ham-kalaam rahe
Muslim Shameem
Ghazal
falsafe ko chho.Diye kyaa kahe.nge sochiye
zindagii jo aap se ham-kalaam ho ga.ii