SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-zulf"
Ghazal MATCHES FOR "ham-zulf"
Ghazal
kyo.n kare.n baat ham zulf-o-ruKHsaar kii
nasl-e-nau ko zaruurat hai kirdaar kii
Mahir Seoharavi
Ghazal
tum phir ulajh ke rah ga.e logo.n kii bhii.D me.n
ham zulf ko sa.nvaar tumhe.n sochte rahe
Shagufta Bhatti
Ghazal
dil ye kahtaa hai muqaddar hai pareshaa.n rahnaa
aql kahtii hai ki ham zulf kaa saudaa na kare.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
jiite hai.n dekh kar ham zulf-e-siyah ko us kii
afyuuniyo.n kii jaise tiryaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham zulf-e-pareshaa.n kii tarah se hai.n pareshaa.n
ab dam kii kashaakash hai faqat shaana hamaaraa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
be.Diyaa.n to.D ke ham zulf me.n jaa kar pha.nste
gar kahii.n josh-e-junuu.n silsila-jumbaa.n hotaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
ham chhi.De-chhaa.nT yak-o-tanhaa adab kaa maidaa.n
ko.ii ham-zulf nahii.n aur sasur saale nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
ishq kii ruu se to mai.n qais kaa ham-zulf hu.aa
jab vahii dasht-e-junuu.n Thahraa hai susraal miraa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
kaun barham hai zulf-e-jaanaa.n se
ta.ng huu.n KHaatir-e-pareshaa.n se
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
gale se dil ke rahii yuu.n hai zulf-e-yaar lipaT
ki juu.n sapere kii gardan me.n jaa.e maar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
uljhii hu.ii hai zulf-e-tarah-daar in dino.n
pathraa ga.ii hai chashm-e-fusuu.n-kaar in dino.n
Abul Husain Azad
Ghazal
naagin hai zulf-e-yaar na zinhaar dekhnaa
u.D u.D ke kaaTtii hai KHabar-daar dekhnaa
nayan sukh
Ghazal
khol dii hai zulf kis ne phuul se ruKHsaar par
chhaa ga.ii kaalii ghaTaa sii aan kar gulzaar par
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
dil se kyaa puuchhtaa hai zulf-e-girah-giir se puuchh
apne diivaane kaa ahvaal tuu zanjiir se puuchh
Imdad Imam Asar
Ghazal
hiltii hai zulf jumbish-e-gardan ke saath saath
naagin bhii hai lagii hu.ii rahzan ke saath saath
Nizam Rampuri
Ghazal
ruKHsaar ko hai zulf-e-shikan-dar-shikan se rabt
ya.anii hai shaiKH-e-ka.aba ko ab barhaman se rabt
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
hai zulf-e-shab kii tamanna tire shabaab kaa rang
jo dekh le to badal jaa.e maahtaab kaa rang
Ahmad Merathi
Ghazal
sab ko uljhaa.e hu.e hai zulf-e-pechaa.n in dino.n
kaun suntaa hai miraa haal-e-pareshaa.n in dino.n
Ibraheem Aajiz
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
rahtaa hai zulf-e-yaar mire man se man lagaa
ai naag tire haath ye kyaa KHuub man lagaa