SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-zulf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ham-zulf"
Ghazal
kyo.n kare.n baat ham zulf-o-ruKHsaar kii
nasl-e-nau ko zaruurat hai kirdaar kii
Mahir Seoharavi
Ghazal
tum phir ulajh ke rah ga.e logo.n kii bhii.D me.n
ham zulf ko sa.nvaar tumhe.n sochte rahe
Shagufta Bhatti
Mazahiya
kutte taraqqii kar ke agar wolf ho.e.nge
kuchh din ke baa'd dekhnaa ham-zulf ho.e.nge
Saghar Khayyami
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa hai to ham-zulf ke behtar samjhaa
mujh ko begam kaa sataayaa hu.aa shauhar samjhaa
Nashtar Amrohvi
Ghazal
dil ye kahtaa hai muqaddar hai pareshaa.n rahnaa
aql kahtii hai ki ham zulf kaa saudaa na kare.n
Abbas Ali Khan Bekhud
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "ham-zulf"
MORE MATCHES FOR "ham-zulf"
Ghazal
jiite hai.n dekh kar ham zulf-e-siyah ko us kii
afyuuniyo.n kii jaise tiryaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham zulf-e-pareshaa.n kii tarah se hai.n pareshaa.n
ab dam kii kashaakash hai faqat shaana hamaaraa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
be.Diyaa.n to.D ke ham zulf me.n jaa kar pha.nste
gar kahii.n josh-e-junuu.n silsila-jumbaa.n hotaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Sher
do sagii bahno.n kii do ga.njo.n se shaadii ho ga.ii
aur ye be-zulf bhii ham-zulf kahlaane lage
Ahmad Alvi
Ghazal
ham chhi.De-chhaa.nT yak-o-tanhaa adab kaa maidaa.n
ko.ii ham-zulf nahii.n aur sasur saale nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
ishq kii ruu se to mai.n qais kaa ham-zulf hu.aa
jab vahii dasht-e-junuu.n Thahraa hai susraal miraa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
kaun barham hai zulf-e-jaanaa.n se
ta.ng huu.n KHaatir-e-pareshaa.n se
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
gale se dil ke rahii yuu.n hai zulf-e-yaar lipaT
ki juu.n sapere kii gardan me.n jaa.e maar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
uljhii hu.ii hai zulf-e-tarah-daar in dino.n
pathraa ga.ii hai chashm-e-fusuu.n-kaar in dino.n