SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamiid"
Ghazal MATCHES FOR "hamiid"
Ghazal
Hameed Jalandhari
Ghazal
'hamiid' mujh ko zamaana bhulaa nahii.n saktaa
banaa liyaa hai mohabbat ko zindagii mai.n ne
Hameed Nagpuri
Ghazal
hamiid asl me.n ik Gam ko hai sabaat yahaa.n
jise davaam nahii.n us KHushii se kyaa lenaa
Hameed Nagpuri
Ghazal
yuu.n to ham ne bhii use dekhaa hai lekin ai 'hamiid'
jaane tujh ko kaun saa andaaz us kaa bhaa gayaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
'hamiid' puuchh na aashob-e-dahr kaa aalam
hazaar fitna-e-mahshar nazar se guzre hai.n
Hameed Nagpuri
Ghazal
begaana-vashii kam na hu.ii aap kii us se
har chand 'hamiid' aap kaa paaband-e-vafaa thaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
parda aa.nkho.n se haTaane me.n bahut der lagii
hame.n duniyaa nazar aane me.n bahut der lagii
Yasmeen Hameed
Ghazal
qurbaan us nigaah ke jis ne 'hamiid' ko
sad-mahshar-e-KHayaal dar-aaGosh kar diyaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
nigah-e-dost me.n tauqiir nahii.n us kii hamiid
vo tamannaa jo munaajaat se aage na ba.Dhii
Hameed Nagpuri
Ghazal
hamiid jis ne miTaayaa hai baar baar mujhe
usii fareb-e-mohabbat me.n mubtalaa huu.n mai.n
Hameed Nagpuri
Ghazal
Dhal gayaa kaise larazte hu.e taaro.n me.n hamiid
jo thaa aa.nsuu mirii palko.n pe mudaaraat me.n gum
Sajid Hameed
Ghazal
kabhii hamiid bulaa.e kabhii use 'saajid'
akelaa chaa.nd bataa.o kidhar kidhar jaa.e
Sajid Hameed
Ghazal
'hamiid' shaam-e-Gariibaa.n kaa kis liye shikva
vo dekh jaanib-e-manzil charaaG jalne lage
Hameed Nagpuri
Ghazal
itne aasuuda kinaare nahii.n achchhe lagte
ek hii jaise nazaare nahii.n achchhe lagte
Yasmeen Hameed
Ghazal
saaz-e-alam bhii soz-e-tarab-KHez hai 'hamiid'
har ik navaa-e-dard mirii naGma-gar hai aaj
Hameed Nagpuri
Ghazal
Hameed Nagpuri
Ghazal
ai dost dard-e-dil kaa mudaavaa kiyaa na jaa.e
va.ada agar kiyaa hai to iifaa kiyaa na jaa.e