SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamse"
Ghazal MATCHES FOR "hamse"
Ghazal
ik pal me.n ik sadii kaa mazaa ham se puuchhiye
do din kii zindagii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
jis tarah ha.ns rahaa huu.n mai.n pii pii ke garm ashk
yuu.n duusraa ha.nse to kaleja nikal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
band kar ke mirii aa.nkhe.n vo sharaarat se ha.nse
buujhe jaane kaa mai.n har roz tamaashaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
ham se bhaagaa na karo duur Gazaalo.n kii tarah
ham ne chaahaa hai tumhe.n chaahne vaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
us ko bhii ham se mohabbat ho zaruurii to nahii.n
ishq hii ishq kii qiimat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
aaj bhii gaa.nv me.n kuchh kachche makaano.n vaale
ghar me.n ham-saa.e ke faaqa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
dekh kar apne dar-o-baam laraz jaataa huu.n
mire ham-saa.e me.n jab bhii ko.ii diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
dard kii saarii tahe.n aur saare guzre haadse
sab dhu.aa.n ho jaa.e.nge ik vaaqi.a rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
kii vafaa ham se to Gair is ko jafaa kahte hai.n
hotii aa.ii hai ki achchho.n ko buraa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
haadse aur bhii guzre tirii ulfat ke sivaa
haa.n mujhe dekh mujhe ab merii tasviir na dekh
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
log ro ro ke bhii is duniyaa me.n jii lete hai.n
ek ham hai.n ki ha.nse bhii to guzaaraa na hu.aa
Rajendera Krishan
Ghazal
ko.ii pukaartaa hai har ik haadse ke saath
taKHliiq-e-kaa.enaat-e-digar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
Bashir Farooqi
Ghazal
ko.ii to habs-e-havaa se ye puuchhtaa 'mohsin'
milaa hai kyaa use kaliyo.n ko be-numuu kar ke