SEARCH RESULTS
Showing search results for "harf-e-haq"
Ghazal MATCHES FOR "harf-e-haq"
Ghazal
harf-e-haq merii zabaa.n se jo nikal pa.Dtaa hai
saamne vaale kii peshaanii pe bal pa.Dtaa hai
Samad Raza
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
harf-e-haq kaun kahe ab sar-e-darbaar miyaa.n
sar jhukaa.e hai.n kha.De sab tire sardaar miyaa.n
Ghazal
harf-e-haq phir harf-e-haq hai aur ubhartaa jaa.egaa
laakh mansuube banaa Daalo miTaane ke liye
Khursheed Farooqui
Ghazal
mantiq-e-asr saliiqa-e-harf-e-haq kyaa jaane
vahshii ke qabze me.n tabar duu.n ye nahii.n hogaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
miTaa miTaa jo rahaa zulmato.n ke parde me.n
vo harf-e-haq varaq-e-aaftaab me.n likhnaa
Naushad Ali
Ghazal
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
ki harf-e-haq to adaa ho gayaa hai ho.nTo.n se
zamaana chaahe to neze pe ab uchhaale mujhe
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
KHat-kashiida saarii tahriire.n usii ke naam hai.n
harf-e-haq ko izn de saut-o-sadaa to chaahiye
Khalid Jamal
Ghazal
harf-e-haq harf-e-Galat karne ko aa.e patthar
mai.n ne sach bol ke har daur me.n khaa.e patthar
Haneef Kaifi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kabhii jo harf-e-haq merii zabaa.n par jaagtaa hai
sar-e-gardan mirii baatil kaa KHanjar jaagtaa hai