SEARCH RESULTS
Showing search results for "hargiz"
Ghazal MATCHES FOR "hargiz"
Ghazal
nahii.n paa.egaa nishaa.n ko.ii hamaaraa hargiz
ham jahaa.n se ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Unknown
Ghazal
yaad mat rakhiyo ye ruudaad hamaarii hargiz
ham the vo taaj-mahal 'jaun' jo Dhaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
aaj meraa saath do vaise mujhe ma.aluum hai
pattharo.n me.n chiiKH hargiz kaargar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
'josh' dhundlaataa na hargiz ye miraa shiisha-e-dil
gard us kii vo agar roz utaaraa karte
A G Josh
Ghazal
be-sabr na ho ai 'valii' is dard suu.n hargiz
jaltaa huu.n tire dard me.n darmaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
aap lillaah mirii fikr na kiije hargiz
aa ga.e hai.n yuu.nhii bas shauq ke maare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
jiite jii maut ke tum mu.nh me.n na jaanaa hargiz
dosto dil na lagaanaa na lagaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
suurat-paziir ham bin hargiz nahii.n ve maane
ahl-e-nazar hamii.n ko ma.abuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab tak ye mohabbat me.n badnaam nahii.n hotaa
is dil ke ta.ii.n hargiz aaraam nahii.n hotaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tum apne saamne kii bhii.D se ho kar guzar jaa.o
ki aage vaale to hargiz na tum ko raasta de.nge
Anwar Jalalpuri
Ghazal
lahuu thaa tamannaa kaa aa.nsuu nahii.n the
bahaa.e na jaate to hargiz na bahte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ai but na mujh ko hargiz kuuche se ab uThaanaa
aayaa huu.n yaa.n talak mai.n zaalim KHudaa KHudaa kar