SEARCH RESULTS
Showing search results for "hariis"
Ghazal MATCHES FOR "hariis"
Ghazal
vaa-hasrataa ki yaar ne khii.nchaa sitam se haath
ham ko hariis-e-lazzat-e-aazaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ai hariis-e-mai-kada KHuun-e-zindagii na pii
tuu sharaab agar piye tujh ko paarsaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
hu.aa visaal se shauq-e-dil-e-hariis ziyaada
lab-e-qadah pe kaf-e-baada josh-e-tishna-labii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
gul-haa-e-husn-e-yaar me.n daaman-kash-e-nazar
mai.n ab hariis-e-gulshan-e-jannat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
talaash kartii hai.n is badan kii bashaarato.n ko
haqiir socho.n hariis baa.nho.n kaa kyaa banegaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
samjho agar to hai.n vahii sab se hariis-tar
taalib KHudaa se jo dil-e-be-mudda.aa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
jaataa hai dil hamaaraa bhii ho kar hariis-e-zaKHm
us KHuub-ruu ke haath me.n talvaar dekh kar
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
abas hariis havas se zaliil hote hai.n
amiT hai 'barq' jo tahriir hai jabiino.n me.n
Mirza Raza Barq
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
mast mujh saa bhii ko.ii nashsha kaa hogaa na hariis
pii ke mai jaam ke daa.nto.n se kinaare to.De
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nazar auro.n pe kyuu.n rahtii hai 'haaris'
ham apnaa kaam karte kyuu.n nahii.n hai.n
Obaid Haris
Ghazal
hamaarii zaat me.n baste sabhii hai.n
ham achchhe hai.n to phir achchhe sabhii hai.n
Obaid Haris
Ghazal
har ek daastaan ke har ek mo.D par
'haaris' ye sochnaa kabhii aisaa hu.aa bhii hai
Haris Bilal
Ghazal
dil-e-hariis se ta.amiir kii havas na ga.ii
vo sat.h-e-aab pe kaaGaz kaa ghar banaane lage
Sultan Akhtar
Ghazal
Haris Bilal
Ghazal
ik tire saath vafaa karne kii tayyaarii me.n
din guzarte rahe auro.n kii vafaadaarii me.n