SEARCH RESULTS
Showing search results for "harkaat"
Ghazal MATCHES FOR "harkaat"
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jiitaa hai sirf tere liye kaun mar ke dekh
ik roz merii jaan ye harkat bhii kar ke dekh
Adil Mansuri
Ghazal
'muniir' is mulk par aaseb kaa saaya hai yaa kyaa hai
ki harkat tez-tar hai aur safar aahista aahista
Muneer Niyazi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
harkat kisii me.n hai na haraarat kisii me.n hai
kyaa shahr thaa jo barf kii chaTTaan ho gayaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
yahaa.n to zikr ko kaafii nahii.n dilii harkaat
hazaar daana kii tasbiih kis shumaar me.n hai
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
saudaa-e-shahaadat na ho jis sar me.n vo sar kyaa
jis me.n na haraarat ho na harkat vo sharar kyaa
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
dekhte kyaa ho udhar gar zulf barham ho ga.ii
ye saraasar harkat-e-baad-e-sabaa thii mai.n na thaa