SEARCH RESULTS
Showing search results for "harkaat"
Nazm MATCHES FOR "harkaat"
Nazm
dard aaega dabe panw
halqa-e-zulf kahii.n gosha-e-ruKHsaar kahii.n
hijr kaa dasht kahii.n gulshan-e-diidaar kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
raat aur rail
ek ik harkat se andaaz-e-baGaavat aashkaar
azmat-e-insaaiyat ke zamzame gaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
us ke zehn ne harkat me.n aanaa siikhaa hai
patto.n ke girne kii aavaaz musalsal aatii hai
Akhtarul Iman
Nazm
aafat machchharon ki
har chiiz se anokhii har shai se hai.n niraalii
atvaar machchharo.n ke harkaat machchharo.n kii
Mehboob Rahi
Nazm
chautha quarter
aur us ne shahar kii na.ngii hathelii me.n
shu.aa-e-harkat-e-be-suud kii ik kiil gaa.Dii
Nisar Nasik
Nazm
shahr gum-sum
apnaa dam saadhe hu.e pamba-dahan ho
sirf harakat ho magar laa-saut guu.ngii
Satyapal Anand
Nazm
aaKHiri kos
sar pe saamaan uThaa.e hu.e banjaaro.n saa
DanDii pagDanDii sa.Dak naql-o-hamal harkat-o-kuuch
Satyapal Anand
Nazm
laKHt laKHt
ki vo jaan jis se ye saaraa jahaan
haraarat se harkat se maamuur thaa ab kahaa.n hai
Ameeq Hanafi
Nazm
tezab, aakar KHushbu ka
aur KHud ek control-room me.n baiTh kar
un kii harkaat kaa ta.ayyun kartaa hai
Farooq Nazki
Nazm
pech-o-tab
phir tasavvur khaa rihaa hai pech-o-taab
phir vahii haijaan-o-harkat karb-o-dard-o-isztiraab