SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasab-e-auqaat"
Ghazal MATCHES FOR "hasab-e-auqaat"
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
us ko nasiib ho na sakaa rishta-e-KHuluus
jo qaa.il-e-qaziya-e-hasab-o-nasab hu.aa
Lais Quraishi
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
saa.at du.aa kii aa.ii to hasab-e-nasiib mai.n
KHaalii hatheliyo.n ko abas ghuurtaa rahaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
din ko ham un se biga.Dte hai.n vo shab ko ham se
rasm-e-paabandi-e-auqaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
hasab-e-manshaa mai.n banaa luu.ngaa muqaddar apnaa
tuu ye takliif uThaane ke liye mat aanaa
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
na.ii to yahaa.n ek shai bhii nahii.n thii
magar kuchh yahaa.n hasab-e-saabiq nahii.n thaa
Sahartab Roomani
Ghazal
KHvaahish ko yahaa.n hasb-e-zaruurat nahii.n paayaa
haasil ko yahaa.n hasab-e-muqaddar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
Fazl Geelani
Ghazal
KHud ko pahchaan nahii.n paa.e.nge chehro.n vaale
unhe.n aa.iina-e-auqaat dikhaanaa pa.Degaa
Ali Yasir
Ghazal
vahii paabandi-e-auqaat vahii ma.amuulaat
zindagii ghar me.n basar hotii hai daftar kii tarah
Anjum Irfani
Ghazal
she’r ustaadaana o 'haatim' hai be-baakaana-vaz.a
tab' aazaadaana o auqaat darveshaana hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hazaar bandish-e-auqaat se nikaltaa hai
ye din nahii.n jo mirii raat se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
jab vaqt ke paaband nahii.n aap to ham bhii
paabandi-e-auqaat ke paaband nahii.n hai.n
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
hamaare zabt kii puKHta-ravii se lagtaa hai
kuchh aur talKHii-e-auqaat hone vaalii hai
Idris Azad
Ghazal
o parinde lauT aa auqaat apnii bhuul mat
kalpanaa se bhii adhik aakaash hai phailaa hu.aa