SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasab-e-auqaat"
Nazm MATCHES FOR "hasab-e-auqaat"
Nazm
katik ka chand
KHaalii sapno.n se na auqaat banegii apnii
ye shab-e-maah bhii kaT jaa.egii be-kal be-kal
Ibn۔e۔Insha
Nazm
phir wahi shab ke sarabon ka chalan!
KHuun-e-dil nazr-e-giraa.n-baari-e-auqaat kare.n
ham tahii-dast jo aaho.n me.n asar maa.ngte hai.n
Akhtar Ziai
Nazm
KHush-amdid
hasb-e-ma.amuul sataatii thii mujhe
aur phir phone kii ghanTii khankii
Anjum Khaleeq
Nazm
rail ka safar
paabandi-e-auqaat me.n hai shaan-e-Gulaamii
aazaad hu.aa hind to kyaa is kii zaruurat
Raza Naqvi Vahi
Nazm
mahbuba-e-derina se
mirii nazro.n me.n ye rangiinii-e-auqaat-e-sahar
tire ruKHsaar ke Gaaze kii jhalak thii jaanaa.n
Kazim Rizvi
Nazm
chandni kahti hai
sab hai.n paabandii-e-auqaat-e-zamaana me.n magan
jaan-o-tan fahm-o-KHirad hosh-o-gumaa.n
Mah Talat Zahidi
Nazm
andoh-nak
vo sab azaadaar the magar
hasb-e-aadat hii phabtiyaa.n kas rahe the mujh par
Muhammad Rashid Athar
Nazm
aafat machchharon ki
dete hai.n hasb-e-aadat biimaariyo.n ko daavat
kar kar ke ham ziyaafat din-raat machchharo.n kii
Mehboob Rahi
Nazm
main tumhaare liye kya kar sakta hun
vaqt se pahle buu.Dhii ho jaane vaalii tumhaarii aurato.n
qadam qadam par sisaktii izzat-e-nafs
Ziyaul Hasan
Nazm
tashwish
mire andaaz-e-takallum kii ye begaana-ravii
terii hassaas tabii.at ko na kar de majruuh
Hasan Naim
Nazm
saleT
apnii be-hadd-o-hisaab Taa.ngo.n se
guzarne kii lakiire.n khii.nch rahaa hai