SEARCH RESULTS
Showing search results for "haule"
Ghazal MATCHES FOR "haule"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vaa.n us ko haul-e-dil hai to yaa.n mai.n huu.n sharm-saar
ya.anii ye merii aah kii taasiir se na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
raat me.n chaa.nd se baate.n karnaa haule haule
aa.nkh ke raste dil me.n utarnaa haule haule
Manzar Naqvi
Ghazal
nashsha-e-ulfat-e-saaqii kaa ajab josh rahaa
haul-e-sahraa-e-qayaamat bhii faraamosh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
aa ke haule se chhuu le.n vo ho.nTho.n se gar
to suriilii murliyaa se 'niiraj' baje.n
Neeraj Goswami
Ghazal
is haul-e-dil se garm-rau-e-arsa-e-vajuud
meraa hii kuchh Gubaar hai duniyaa kahe.n jise
Asghar Gondvi
Ghazal
chaa.nd baadal mai.n chhup ke nahii.n rah sakaa
haule haule vo baahar ghaTaa se chalaa
Pallavi Mishra
Ghazal
us ne jaate hu.e bas itnaa kahaa jaataa huu.n
mere ho.nTo.n se faqat haule se achchhaa niklaa
Idris Azad
Ghazal
aa.nkho.n pe ek jaaduu-e-zulmat saa chhaa gayaa
haul-e-aafrii.n hayyuulo.n ke jumbish me.n aa.e lab
Aziz Hamid Madni
Ghazal
ik gharau.ndaa haule haule ghul rahaa hai aaj bhii
ek manzar hai tah-e-aab-e-ravaa.n dekhaa hu.aa
Khalid Ahmad
Ghazal
hamaaraa zikr gavaaraa na thaa kabhii jin ko
hamaarii baat pe haule se muskuraane lage
Yasir Abbas
Ghazal
guftam adaa-o-Gamza gufta balaa-e-jaa.nhaa
guftam itaab-o-qahrat gufta ki haul-e-mahshar
Faez Dehlvi
Ghazal
likkhaa hu.aa thaa kal bhii vafaa ke mazaar par
aa.e ho dar pe dil ke to haule se kholiye
Awais ul Hassan Khan
Ghazal
chhuu ga.ii naGmo.n ko terii ye mohabbat haule se
dekh andaaz-e-bayaa.n ye shaa.iraana ban gayaa