SEARCH RESULTS
Showing search results for "hausla-mand"
Ghazal MATCHES FOR "hausla-mand"
Ghazal
ishq me.n hausla-mandii bhii zaruurii hai 'shu.uur'
dekhiye us kii taraf hausla-mand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
'ishq me.n hausla-mandii bhii zaruurii hai 'sha'uur'
dekhiye us kii taraf hausla-mand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
hausla kahte hai.n ik raah-e-amal detaa hai
hausla-mand to taqdiir badal detaa hai
Saadullah Khan Asar Malkapur
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
jur.at-e-shauq se pindaar-e-karam jhuk ke mile
hausla-mand ko.ii aisaa gunahgaar to ho
Akhtar Orenvi
Ghazal
maanaa ki mere pyaar ko patthar pasand thaa
vo shaKHs kyaa hu.aa jo ba.Daa dard-mand thaa
Raj Kheti
Ghazal
bas is liye ki tiraa hausla na maa.nd pa.De
bas is liye hii to kahtaa huu.n ab nayaa huu.n mai.n
Aamir Ata
Ghazal
is KHaraabe me.n mirii hausla-mandii dekho
aa.ina aa.ina kirdaar kiyaa hai mai.n ne
Sapana Ahsaas
Ghazal
Husna Sarwar
Ghazal
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
be-hisii hai buz-dilii hai hausla-mandii nahii.n
baiTh kar saahil pe tuufaano.n ke tevar dekhnaa
Saeed Akhtar
Ghazal
ko.ii dekhe to sahii hausla-mandii apnii
ham ne tuufaan kii har ik mauj ko saahil baa.ndhaa