SEARCH RESULTS
Showing search results for "hauz-e-kausar"
Ghazal MATCHES FOR "hauz-e-kausar"
Ghazal
do-'aalam me.n mash.huur hai hauz-e-kausar
magar log 'kausar' ko kam jaante hai.n
Kausar Khaleeqi
Ghazal
ga.nvaa chukaa hai tuu saaqii-e-hauz-e-kausar ko
ki tere zarf me.n ab tak sharaab-e-naab nahii.n
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
Kashfi Lucknavi
Ghazal
mid.hat-e-saaqii-e-kausar tujh ko likhnii hai 'qalaq'
pahle aab-e-hauz-e-kausar se nahaanaa chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hashr ke roz mulaaqaat kaa parvaana hai
hauz-e-kausar mire mahbuub kaa mai-KHaana hai
Yunus Tahseen
Ghazal
qabr se uTh ke qayaamat me.n vahii.n pahuu.nche.nge
hauz-e-kausar hii pe dam le.nge tire matvaale
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
janaab-e-shaiKH pahu.nch jaate hauz-e-kausar tak
agar sharaab se mai-KHaane me.n vazuu karte
Akhtar Shirani
Ghazal
pilaa de aaj ki marte hai.n rind ai saaqii
zaruur kyaa ki ye jalsa ho hauz-e-kausar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
hamaare mai-kada ko chho.D kar na jaa zaahid
milegaa qatra na kam-baKHt hauz-e-kausar par
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
mauj-e-rahmat hauz-e-kausar ke kinaare le ga.ii
mai-kasho.n kaa gulshan-e-firdaus me.n mela hu.aa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
hauz-e-kausar bhii ho us jaam pe sadqe sau baar
jis me.n mujh ko nazar aa.e ruKH-e-taabaa.n teraa