SEARCH RESULTS
Showing search results for "havaa-e-sub.h-e-subuk-gaam"
Ghazal MATCHES FOR "havaa-e-sub.h-e-subuk-gaam"
Ghazal
mai.n terii ruuh kii pattii kii tarah kaa.np gayaa
havaa-e-sub.h-e-subuk-gaam ko pataa hii nahii.n
Zafar Iqbal
Ghazal
havaa-e-sub.h-e-numuu dushman-e-chaman kaise
shikaar-e-rashk-o-raqaabat gul-o-saman kaise
Yaqoob Rahi
Ghazal
ik na.e 'azm se yaaraan-e-subuk-gaam chale
Gam ke saa.e me.n bhii paate hu.e aaraam chale
Muslim Maleganwi
Ghazal
kab faraaGat thii Gam-e-sub.h-o-masaa se mujh ko
roz o shab kaam rahaa aah-o-bukaa se mujh ko
Mela Ram Wafa
Ghazal
'maz.harii' chal na sake vaqt-e-subuk-e-gaam ke saath
ham-safar pairavii-e-vaqt-e-subuk-gaam Galat
Jameel Mazhari
Ghazal
havaa-e-sub.h-e-dil-aazaar itnii tez na chal
charaaG-e-shaam-e-Gariibaa.n hai.n ham bujhaa na hame.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
havaa-e-sub.h-e-chaman aur ek baar agar
guzar ga.ii to hame.n paa.emaal hii samjho
Lais Quraishi
Ghazal
sub.h-e-bahaar-e-Gam kii kabhii shaam dekhnaa
aaGaaz dekhnaa kabhii anjaam dekhnaa
Zahoor Ambar Quraishi
Ghazal
havaa-e-sub.h-e-taaza kis badan kii muntazir hai
hame.n maa'luum hai kis par faraavaanii khulegii
Osaama ameer
Ghazal
aa mai-kade me.n ban ke bahaar-e-havaa-e-sub.h
chal de har ek jaam ko raqsaa.n kiye hu.e
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
na chhiin shaam-e-junuu.n mujh se aasmaa.n ki mujhe
havaa-e-sub.h-e-chaman ab ke saazgaar nahii.n
Zain Ramish
Ghazal
na chhiin shaam-e-junuu.n mujh se aasmaa.n ki mujhe
havaa-e-sub.h-e-chaman ab ke saazgaar nahii.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
bevafaa kah ke tujhe apnaa bharam kyuu.n khole.n
ai subuk-gaam hamii.n rah ga.e tujh se piichhe
Jaleel Hashmi
Ghazal
dil hotaa hai taskiin ke aalam me.n hazii.n aur
le chal mujhe ai shauq-e-subuk-gaam kahii.n aur
Arsh Malsiyani
Ghazal
din ke siine me.n dha.Dakte hu.e lamho.n kii qasam
shab kii raftaar-e-subuk-gaam se jii Dartaa hai
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
nii.nd biimaar-e-mohabbat ko kahii.n aatii hai
sub.h taa-shaam agar baad-e-subuk-gaam chale
Shatir Hakeemi
Ghazal
roke to ko.ii 'umr-e-subuk-KHez ko yaaro
ik asp-e-subuk-gaam hai ik aab-e-ravaa.n hai