SEARCH RESULTS
Showing search results for "havaa-e-sub.h-e-subuk-gaam"
Nazm MATCHES FOR "havaa-e-sub.h-e-subuk-gaam"
Nazm
intizar-e-subh-e-daraKHshan
zindagii ke Gam-o-aalaam se Takraane de
dard ban kar mujhe ehsaas pe chhaa jaane de
Sadiq Naqvi
Nazm
koyal
marhabaa ai paikar-e-paik-e-subuk-gaam-e-bahaar
le ke phir tuu garmiyo.n me.n aa.ii paiGaam-e-bahaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
nala sarmaya-e-yak-alam
jaane kis raah se guzregii umiido.n kii baraat
faasle ba.Dhte ga.e shauq-e-subuk-gaam ke saath
Mahmood Ayaz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
dil magar Gam marne vaalo.n kaa jahaa.n aabaad hai
halqa-e-zanjiir-e-sub.h-o-shaam se aazaad hai
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
yaa Guruur-e-sub.h-e-sad-ummiid hai
yaa Gam-e-shaam-e-butaa.n hai zindagii
Betab Amrohvi
Nazm
aamin
arsh ke niiche se chalte hai.n havaa ke jho.nke
aasmaano.n me.n ayaa.n haibat-e-sub.h-e-kaazib
Adil Mansuri
Nazm
hawa chali
hone ko aa.ii sub.h to ThanDii havaa chalii
kyaa dhiimii dhiimii chaal se ye KHush-adaa chalii
Ismail Merathi
Nazm
fasana-e-adam
vo sub.h-e-aalam-e-hairat vo jalva-zaar-e-bahisht
havaa chaman kii lagii aa.nkh khol dii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
commercial street ki ek sham
Thahar gayaa hai subuk-gaam kaarvaan-e-hayaat
pa.Dii hai paa.nv me.n zanjiir dil-farebii kii
Mahir Mansoor
Nazm
nazm
ai subuk saada nishaa.n, paanii kii lahr
ai gul-e-imkaa.n KHabar mauj-e-havaa
Farooque Muztar
Nazm
aspatal ka kamra
tamaam shab kii dukhan, be-kalii, subuk KHvaabii
numuud-e-sub.h ko darmaa.n samajh ke kaaTii hai
Mahmood Ayaz
Nazm
rahguzar
(raushnii laa.e jo ko.ii to kahaa.n se laa.e
shaam-e-Gam bhuul ga.ii sub.h-e-KHushii kaa rasta
Shamim Karhani
Nazm
babul ke daraKHt se kaho
havaa ke dosh-e-maGzaar ko dulhan banaa ga.ii
abhii mirii zamiin kii fazaa.e.n sub.h-e-faam hai.n
Ambar Bahraichi
Nazm
shikast-e-ana
aaj kii raat bahut sard bahut kaalii hai
tiirgii aise lipaTtii hai havaa-e-Gam se
Amjad Islam Amjad
Nazm
tashqand ki sham
isii me.n sub.h-e-tamannaa nahaa ke nikhregii
kisii kii zulf na ab shaam-e-Gam me.n bikhregii
Ali Sardar Jafri
Nazm
naya safar
Gam-e-firaaq shab-e-intizaar sub.h-e-visaal
bas ek gard-e-zamaana muhiit hai sab par