SEARCH RESULTS
Showing search results for "havan"
Ghazal MATCHES FOR "havan"
Ghazal
raushnii kii thii kahaa.n fursat jo vo ye sochtii
kaise kaise us kii KHaatir ham havan hote rahe
Kunwar Bechain
Ghazal
jin ke liye havan me.n hu.ii saarii zindagii
vo log bas mujhii ko jalaane me.n rah ga.e
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
tamannaa bahut thii KHushii mil na paa.ii
havan me.n jale haath kaale hu.e hai.n
Madhurima Singh
Ghazal
Madhurima Singh
Ghazal
tumhaarii yaade.n mire dil me.n aise rahtii hai.n
ki jaise ghii ko kisii ne havan me.n rakkhaa hai
Siraj Manzar Kakorvi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ye havaa.e.n u.D na jaa.e.n le ke kaaGaz kaa badan
dosto mujh par ko.ii patthar zaraa bhaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n