SEARCH RESULTS
Showing search results for "havan"
Nazm MATCHES FOR "havan"
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
havaa me.n u.De jaa rahe hai.n
chiyuu.nTiyo.n kii qataare.n qaran-dar-qaran
Akhtarul Iman
Nazm
ma’zarat
shaam ko aaj idhar se jo havaa aatii hai
mujh ko us raag kii rah rah ke sadaa aatii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
saza
jab mere sab charaaG-e-tamannaa havaa ke hai.n
jab mere saare KHvaab kisii bevafaa ke hai.n
Jaun Eliya
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
qais zahmat-kash-e-tanhaa.i-e-sahraa na rahe
shahr kii khaa.e havaa baadiya-paimaa na rahe
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
walid ki wafat par
vo tum kab the
ko.ii suukhaa hu.aa patta havaa se mil ke TuuTaa thaa