SEARCH RESULTS
Showing search results for "himaale"
Ghazal MATCHES FOR "himaale"
Ghazal
mai.n barf bechne niklaa bhii to himaale me.n
aur us ke baad zamaane se hai gila mujh ko
Manmohan Talkh
Ghazal
qubuul hai Gam-e-duniyaa tire havaale se
ye bojh varna sa.nbhaltaa nahii.n sambhaale se
Wali Alam Shaheen
Ghazal
Suhail Amjad
Ghazal
shiiraaz kii mai marv ke yaaquut sambhaale
mai.n koh-e-damaavand se aa pahu.nchaa himaale
Ahmad Jahangir
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
KHud ko mai.n baa.nT na Daaluu.n kahii.n daaman daaman
kar diyaa tuu ne agar mere havaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai