SEARCH RESULTS
Showing search results for "himaayat"
Ghazal MATCHES FOR "himaayat"
Ghazal
roz patthar kii himaayat me.n Gazal likhte hai.n
roz shiisho.n se ko.ii kaam nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
kahaa.n kisii kii himaayat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
mai.n Gam-shanaas muravvat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
terii dastaar pe tanqiid kii himmat to nahii.n
apnii paa-posh ko qaaliin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
kab tak rahuu.n mai.n KHauf-zada apne aap se
ik din nikal na jaa.uu.n zaraa apne aap se
Himayat Ali Shayar
Ghazal
apnii taa.iid pe KHud aql bhii hairaan hu.ii
dil ne aise mire KHvaabo.n kii himaayat kii hai
Jawad Sheikh
Ghazal
is mausam-e-jam.huur me.n vo gul bhii khile hai.n
jo saahib-e-aalam kii himaayat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Ghazal
maanaa kisii zaalim kii himaayat nahii.n karte
ham log magar khul ke baGaavat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
use kisii ne kabhii bolte nahii.n dekhaa
jo shaKHs chup nahii.n rahtaa mirii himaayat me.n
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n so rahaa thaa aur ko.ii bedaar mujh me.n thaa
shaayad abhii talak miraa pindaar mujh me.n thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
tuufaan se la.Dne kaa saliiqa hai zaruurii
ham Duubne vaalo.n kii himaayat nahii.n karte
Naseem Nikhat
Ghazal
jashn-e-Gam-e-hayaat manaane nahii.n diyaa
is muflisii ne zahr bhii khaane nahii.n diyaa
Nawaz Deobandi
Ghazal
maanaa, ho tamaashaa.ii tum zulm-e-musalsal ke
lekin ye KHamoshii bhii zaalim kii himaayat hai
Quaiser Khalid
Ghazal
us ke Gam ko Gam-e-hastii tuu mire dil na banaa
ziist mushkil hai use aur bhii mushkil na banaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ahl-e-dil ne kabhii maKHluut hukuumat na banaa.ii
aql vaalo.n ne bhii be-shart himaayat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
'iqbaal' bharosaa bhii dilaa.e to kise aaj
dahshat-garo.n kii ham bhii himaayat nahii.n karte
Iqbal Ahmad Iqbal
Ghazal
ye baat to nahii.n hai ki mai.n kam-savaad thaa
TuuTaa huu.n is binaa pe ki mai.n kaj-nihaad thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
jo kuchh bhii guzartaa hai mire dil pe guzar jaa.e
utraa hu.aa chehra mirii dhartii kaa nikhar jaa.e